Minnat Samajat (adjuration)
Akhir aysa kyu hota h Doston? Aysa Nahi Tha Ke Maine Koshish Nahi Kiya, Aysa Nahi Tha Ke Meri Mohabbat Main Kami Thi, Maine Dua Bhi Mangi Aur Bheek Bhi, Maine Sajdey Bhi Kiye Or Parhaiz Bhi Ansu Bhi Bahaye Hath Bhi Jorey, Dost Bhi Badle Or Soch Bhi, Or Sub Se Badh Kar Mainne Uski Khatir Khud Ko Hi Badal Dala,, Jo Kar Sakta Tha Kiya Maine Use Wo Wada Bhi Yaad dilaya Jo Usne Kiye Thi ,, Magr Jisko Jana Hota Hai Wo Jata hi Hai,, Lafzon Ke Laaj Kahn Rahkta Hy,, Yeh Minnat Samajat Yeh Duain Yah Bheek Sab Bekar Jati Hain,, Maine To Mohabat Be Itni Khamoshi Se Ki Thi Meri Khamoshi Ne Shor Macha Diye,, AJ us Muqam Par Hon Na Uski Talab Hai Na Jeena Ke Tamna,, Mujhy Aj Be Yad Hai Wo Ke Jumla,, Jo Judai Ki Waja Hai,, Aaj Ke Dour Main Ayse Mohabat Kon Karta Hai?,, Thank you so much for reaching. Best regard/ Abrar Ahmad